one thing i would like to add in this discussion that, science has changed itself from time to time as per its progress. Hum Jain log kai hajar sal pahle se pani chan kar pite hai kyoki hume tirthankaro ne unki divya drushti se jankar ye ba...taya tha ki pani me anant jiv hote hai, ye baat sci ne hal hi me (20-25 yrs pahle batayi), aur Vanaspati me jeev hote hai ye baat bhi aise hi hum jain log jante hai, jis baat ke liye Jagdish chandra Bose ji ko Noble award mila. Ab shayad kuch salo bad koi scientist ye bhi khoj lega ki sarp ke karn indriya kaha par hoti hai to is baat par sab log vishwas rakhenge. hume apne tirthankaro ki wani par se to vishwas kam ho raha hai aur scientist logo ki wani par adhik. Aur 1 tathya mai aap logo ke samne rakhna chahunga, Jain dharm me "Anu" aur "Parmanu" bhi defire kiye gaye hai. Ab tak science aisa particle nahi dhundh paya jo ki vibhakt na ho par hamare shahtro me aisa ullekh milta hai. Samay ka bhi sabse chota hissa bhi humare aacharyo ne difne kiya hai, jaha tak pahuchane ke liye abhi ka science saksham nahi ho paya hai.Ab Tirthankaro ki wani par vishwas rakhna hai ya scientisto ki wani par ye apna apna purusharth hai....... Jai Jinendra
No comments:
Post a Comment